Mota Hone Ka Tarika in Urdu Hindi – Dubla Pan Khatam

Mota hone ka tarika or kamzor bachon ko rozana aik chamach shehad doodh mein mila kar dein. Is se bachon mein dubla pan khatam ho jata hai. Bachay motay ho jatay hain. Pakay hue tamatarro ka taaza ras bachon ko din mein do teen baar dain. Is se bachay sehat mand tawana ho jatay hain.
Jism ko mota karne ka desi nuskha.
Gajar 4 kalo, doodh 4 kalo, desi ghee 1 kalo, cheni 1 kalo, tukham gaajar 250 gram, zafran 6 gram, len. Tayyar karne ka tareeqa yeh hai ke gajar or doodh ka khoya pakayen phir ghee aur cheeni ka sufoof banalen tukham gajar aur zafran mila len halwa ban jaye ga. Thora Thora halwa bachon ko rozana khilain. Yeh nuskha jismani kamzori door karne ke sath sath jism aur zehen ko chust banata hai. Ye desi totka Pichke gaal mote karne ka tarika bhi ha.

Mota Hone Ka Tarika

jism ko mota karne ka tarika

Related Post

Call Now