Jismani Kamzori Ka Ilaj in Urdu Hindi – Asabi Kamzori

Safaid moty chanay das pandrah danay (hazma ko mad e nazar rakhen, agar maida kamzor ho to miqdaar kam kar den) do teen chowharay tukkray kar ke aadha piyala pani mein raat ko bhigo den subah chowharay khayen aur pani pee lein. Baad mein aik ya daidh pao doodh pee lein. Quwat bah mein heran kun izafah hoga. Jism mein taaqat aaye gi. Chehra par surki namodaar hogi. Jismani kamzori ka ilaj is se acha koi nhi hai.
Note: jin hazraat ko jamaa ke baad komzori mehsoos ho woh mehar baani farma kar aik pao doodh mein aik bara chamach shehad aur pissi hui daar cheeni aik chhota chamach mila kar baad az jamaa pee liya karen. Tamam zaya shuda taaqat bahaal ho jaygi. Ye Desi Nushka Mardana kamzori kabhi nhi hone de ga aor Asabi kamzori bhi nhi hogi.

Agar ap koi sawal karna chahtay han to ap apni jismani kamzori ki wajohat, alamat share karen. Hum ap ko desi totkay, desi nuskhe share karen gay jis se ap ko faida ho ga.

Jismani Kamzori Ka Ilaj

jismani kamzori ka dasi ilaj

Related Post

Call Now