Agar ap me se kisi ko bhi maday ka dard hai to ye post ap ko boht faida day gi. Maday ka dard ka ilaj ke liye azmoda desi nuskha ha.
Ajzaa: daar cheeni 1 gram
Nar kachur 1 gram
Sonf 1 gram
Tarkeeb: tenun cheezon ko aik piyali pani daal kar achi terhan josh dana hai. jab achhe terhan ubal jaye to chhaan kar kahwa rakh len, aadhi piyali dopehar ke khanay ke aadha ghanta baad aur aadhi piyali raat ke khanay ke aadha ghanta bad istemal karen. Insha allah is ke chand roz ke istemaal se maiday ke dard mein afaqa hoga, maiday ke dard ke liye yeh nuskha bohat mufeed hai.
Maday Ka Dard Ka Desi Nuskha
Maday ka dard ka ilaj azmoda ha ap khud bhi istamal kar ke faida hasil karen or apnay doston ke sath bhi share karen.