Kaali Khansi Ka Desi Ilaj

Kaali Khansi Ka Ilaj

Nuskha Ummul Shifa

Kaali Khansi Ke Asbab

Nazla zukam ke bad apni puri alamat zahir kar deti hai.

Kaali Khansi Ki Alamat

Bimari ka khanstay khanstat chehra neela ho jata hai aur jab mareez saans andar ki taraf khenchta hai to hop si awaz kharij hoti hai is liye is english mein hopping cough kehte hain is se aksar qeh bhi ho jaya karti hai aur aksar yeh marz ek baar ho kar dobara nahi hota aksar bachay hi is marz mein mubtala hote hain .

Kaali Khansi Ka Nuskha

Phatkari 12 gram ko ajwain ke joshanda mein tamam roz kharal kar ke ek matti ke kooza mein daal kar iske munh ko chikni matti se band kar den matti ke sookh janay par 3 kilo uploon ki aag den aur sard hone par bareek pees len .
Tarkeeb Istemal:
3 Rati makhan mein rakh den .
Perhaiz:
Chikni aur tursh cheezon se neez sard cheezon se perhaiz karen.
Ghiza:
Sago dana , gehon ki roti , khushk cheeni waghaira, yeh tha kaali khansi ka ilaj agar apko pasand aaya ho to doston ke sath bhi zaroor share karen.

 

kaali khansi ka ilaj

Related Post

Call Now