Khansi Ka Ilaj

Khansi Ka Ilaj

Khansi ka sabab dimaghi nazool hota hai jo phephray par girta hai phephra is nazool ko dafa karna chahta hai aur isko chalta hai bas yehi khansi hai.

Khansi ka ilaj

Nuskha Ummul Shifa

Phatkari 2 gram , sat mulathi 2 gram, suhaga 1 gram tamam dawaon ko kharal kar ke pees kar 3 chatank pani mein hal kar den aur sheeshi mein rakh len .

Tarkeeb Istemal:

15 Mili Liter din mein 3 baar pilayen khansi damma aur awaz ke saaf karne mein intehai mufeed arq hai.

khansi ka ilaj

Related Post

Call Now