Til Ke Fayde in Urdu For Male, Skin Whitening, Long Hair

Aj ki is post me ap ko skin hair or male ke liye Til ke fayde btaen gay. Ap bhi til ko istamal karen or fawaid hasil karen.

Til ka mizaaj garam tar hota hai.
Til aisi ghiza hai jo gosht jasi khawaas rakhti hai, jo log gosht nahi khatay inhen tillo ka istemal zaroor karna chahiye.
Til quwat baah ke liye bohat mufeed hai.
Til dama, khansi aur halaq ki kharash ke liye bohat mufeed hai.
Til ka tail balon ko lamba aur siyah karne ke liye istemal kya jata hai.
Til ka istemaal rangat ko nikhareta hai aur kharish ko daur karta hai.
Til masanay ko quwat data hai, bistar par peshab karne ki aadat aur qatra qatra peshab anay ki aadat bhi daur ho jati hai.
Til vitamin bi ka sir chashma hai yani is mein insani jism ki taamer ke tamam zaroor ajza mojood hain.

Til Ke Fayde

til ke fawaid

Is ke ilawa Til Se Peshab Ke Qatron Ka Ilaj bhi kar sakte hain. Aur mazeed kisi bhi kism ke marz ke ilaj ke liye hamaray desi nuskhe parh sakte hain.

Related Post

Call Now