Jaryan Ka Nuskha
Salab Misri, Moosli Sufaid, Maghz Tukham Tamarhandi Neem Baryan Behman Sufaid, Sang Jarahat Har Ek 12, 12 Gram Len, Maghz Badam Sheerin, 3 Tola Kushta Qali, 6 Gram Kushta Marjan, 6 Gram Nabaat Sufaid 4 Gram.
Tarkeeb Tayari:
Tamam Adviyat Ko Bareek Pees Len Aur Sanbhal kar Rakhen.
Tarkeeb Istemal:
6 Gram Subah Sham Gaaye Ke Doodh Ke Sath Istemal Karen.
Fawaid:
Jaryan, Ehtelam , Sarat e Anzal Aur Zaf Bah Ke Liye Behtareen Dawa Hai.
Perhaiz:
Tail Wali Aur Tursh Cheezon Se Perhaiz Karen aur Hambistari Se Bhi Perhaiz Karen, Jaryan Ka Nuskha ke bad Jaryan ka desi ilaj karwanye ke mazeed zaroorat nhi paray gi.
ہمارا تیار دیسی نسخہ اور تفصیلات