Pait Dard Ka Ilaj – Stomach Pain Relief, Bad Hazmi Ka ilaj

Pait dard ka ilaj karne ke liye dard ki halat mein kaafi peenay se dard theek ho jata hai.
Namak 1 gram, ajwain 1 gram, garam pani se istemaal karne se pait dard mein afaqa hota hai.
Shehad mein zeera pees kar chaatnay se pait dard theek hota hai.
Chaye ke jaisay garam pani mein lemoo nichor kar peenay se pait dard theek ho jata hai. Maithi danay garam pani mein mila kar peenay se pait dard theek hota hai.
Pait ki bimarion se bachon ko mehfooz rakhnay ke liye rozana saib khilain.
Rozana mooli ka istemal karne se qabz, gas, bhook mein kami bad hazmi jaisi bemariyan theek ho jati hain.
Msor ki daal ka istemaal karne se nizaam hazem ki bimarion se mehfooz raha ja sakta hai.

Pait Dard Ka Ilaj – Stomach Pain Relief

Pait dard ka ilaj

Pait Ke Keeron Ka Asan Sa Ilaj, Latka Hua Pait Kam Karne Ke Liye Totka or asan desi or ghrelu ilaj.

Related Post

Call Now