Jaryan Ka Ilaj Asbab Aur Alamat in Urdu

Jaryan Ke Mani Kisi Rafeeq Mawad Ka Behna Hai. Tib Mein Iski Is Tarah Tareef Hogi Mani Ke Baghair Irada Ya Baghair Zaroorat Ke Behnay Ko Jaryan Kehte Hain.

Wajohat

Kasrat Mubashrat, Jalaq, Shehwat Angez Baatein Karna Ya Nazaray karna. Ya Manazir Dekhna Kamzori Khazana Mani Waghaira. Tar Cheezon Ka Zyada Istemal Ya Balgham Paida Karne Wali Cheezon ka Zyada Kasrat e Istemal. Jaryan Ko Paida Karne ke Asbab Hain.

Jaryan Ki Alamat

Jaryan ki Alamat me Marz Jaryan Amooman Peshab Pakhana ya Jazbaat Ki Shiddat Ke Waqt Hota Hai. Jab Marz Mein Shiddat Mein Hoti Hai Aaza e Jinsi Zyada Zaki ul Hiss Ho Jatay Hain. To Pajama Waghaira Ki Raggar Khubsurat Larki Ya Tasawur Se Kharij Ho Jata Hai. Jab Kuch Arsa Isi Halat Mein Guzar Jata Hai To Kamzori Paida Ho Jati Hai Jismani Kamzori, Dimaghi Kamzori, Khayalat Ka Muntashir Rehna Pindliyon Mein Halka Halka Dard Rehna, Subah Uthtay Hi Susti Ka Hona Kasrat Se Bhool Jana, Sar Ka Bojhal Rehna Sans Phool Jana Kisi Kaam Mein Dil Na Lagna Quwat e Iradi Kamzor Par Jana Sir Mein Bojh Aur Baz Auqat Sar Dard Karna.

Jaryan Ka Desi Nuskha e Khas

Burda Chani 3 Gram Seemab 9 Gram, Kushta Beza Murgh 27 Gram Sher Bargad Baqadar e Zaroorat.

Tarkeeb Tayari:

Pehle Burda Aur Seemab Khoob Kharal kar Len Yahan Tak Keh Girah Ban Jaye Phir Kushta Thora Thora Daltay Jayen Aur Kharal Karte Jayen Yahan Tak Keh Tamam Kushta Kharal Ho Jaye Aur Jazab Ho Jaye Phir Sher Madar Daal kar Kalay Channay ke Brabar Goliyan Bana Len.

Tarkeeb Istemal:

Shehad 40 Gram ke Sath Subah Khali Pait Ek Goli Aur Raat Ko Sotay Waqt Ek Goli Len .

Fawaid:

Sarat e Anzal, Jaryan, Ehtlam , Zaaf Bah Ke Liye Bahut Mufeed Dawa Hai.

ہمارا تیار دیسی نسخہ اور تفصیلات

jaryan ki alamat jaryan ka ilaj or alamat

whats app icon order-form

(Order Form) Jaryan Course

jaryan ki alamat

Related Post

Call Now