Breast Ko Tight Karne Ka Tarika in Urdu, Breast Tightness

Aj ki is post me Breast Ko Tight Karne Ka Tarika share karen gay. Agar ap is desi nuskhe ko istamal karte han to na sirf tight hon gay balke khobsort bhi nazar aen gay.

Ingredients:

Post aanar (naspal) aik sair, maazo aadha pao dono ko neem koob kar ke chaar guna pani mein josh dien. Jab aik sair pani baqi reh jaye to tilon ka tail aik sair daal kar pakayen.
Jab aik sair pani jal kar sirf tail baqi rahay jaye to is ko saaf kar ke rakhen. Aur pistano par rozana subah o shaam lagayen. Insha allah shifa hogi. To ap ka sawal ke Breast ko tight kese kare. To ye is ka sub se acha tarika azmoda aor assan desi nuskha hai. Iss nukshy ko lazmi try karin aor dosroon k sath share karna na bholain.

Pistan / Breast Ko Tight Karne Ka Tarika

breast ko tight karne ka tarika

Baal Ghane Karne Ka Tarika, Hamal Ke Doran Khoon Ki Kami ka Ilaj Desi Nuskha. Is ke ilawa Aankhon Ke Halke Khatam Karne Ka Asan Tarika bhi mojood ha.

Related Post

Call Now